Ajj ka Pakistan

In recent days Pakistan is in severe economical and political turmoil. After 18th February elections the people of Pakistan were expecting the political and economical change in the country but unfortunately so far the new government has done nothing but only trying to optimizing the benefits of NRO.


The poor people are getting poorer and there is law and order situation in country. No one is getting justice and there is no control on prices and there is no control on availability of the commodities.Infect The President of Pakistan and his allies who have been rejected by the people of Pakistan are still in power with the help of United States and establishment.


They are just there to protect United States agenda. They will never let newly elected parliament work for the benefits of the peoples of Pakistan. PPP is openly protecting Musharraf in return of NRO. They are now keeping themselves far from PML N and judges issues. If this situation remains same Pakistani will face sooner a disastrous economical and political turmoil.

14 comments:

you are saying Pakistan will face...........
it is facing econmical and plolitical disastor..
petrol price is rs71.54 is it not a disastor

February 28, 2010 at 2:09 AM  

yes sir of course it a disaster ....how it's disisater come????????? u knw this thing ...due to poor and corrupt politician

February 28, 2010 at 2:54 AM  

I think the Musharraf govt is much better then the ppp

March 2, 2010 at 7:55 AM  

bilal thanks 4 comment ...
bt u knw dat wat Mushraf did....
in his Govt terrorism starts and alsoi the LAL Masjid incident .....
many much so innocent people died in his govt....

March 6, 2010 at 11:13 AM  

sir i think that mushraf"s two or three decisions are not good otherwise his government is better than zardari government

March 6, 2010 at 11:30 AM  

AOA shahryar :

Pakistan in now a days in a very critical position we have no water,electricity problem gas loadsheadding problem who is responsible for dat can u tell me Mushraf Govt or Zardari Govt.Mr.Waqas say vry truelly..

frm Illayas.

March 6, 2010 at 11:37 AM  

as salam-o-alikum wa rehmat ullah e wabarakatahu.

Mr Shaharyar.
Hope u're fine.

I read bilal,waqas & anonymous comments.
sorry my english ios weak so iwrite in urdu.hope all understand i m trying to say.

sab nay apni apni jaga theek he kaha hy.
bilal nay bhi theek kaha k na LAL MASJID ka waqia hota na itnay halat kharab hotay.tu kia bilal nay yeh socha hy k na agar 9/11 ka waqia hota tu shayd na he LAL MASJID ka waqia hota.???

waqas nay bhi theek he kaha k purani hukumat nay kuch faislay achay nai keay or saath saath na hee new hukumat sahi faislay lay rahi hy.
tu waqas sahab ap sy aik sawal hy k old or new hukumat ya anay wali new hukmaraan ko lanay walay hain kon???
ap or hum.kun ?kia aisa nai hy?na ap or hum bikes par long march kartay or na yeh haal hota.jab k hamay,hamaray buzurgoon ko bhi is baat ka andesha tha k jab old hukumat nay kuch nai kiya tu new hukumat kaisay kuch kar sakti hy.tu phir hum(awaam) nay itna big risk kun liya?(hay jawab)
unko pyar karnay walay bhi hum,unko bigarnay walay bhi hum,hum ko lanay walay bhi hum,or ab hum yahan baith kar unki buriyaan kar rahay hain.(wht?hum hotay kon hain kisi ki tazleel karnay walay?)
mantay hain k yeh hukumat bhi apna waisa kirdar nai nibha rahi k jaisa us nay anay sy pehlay wada nai kia,magar kabhi parday k peechay kia wajuhaat ho sakti hain,kabhi khud kisi bhi insan nay khud ko us parday k peechay rakh kar socha hy?k hum ko,apni awaam ko bachanay k leay kis mushkil doure say guzar rahay hotay hain?
hum pani,bajli ki baat kartay hain.
agar hum bath laytay time pani ko band kar k rakhain,utna istemal karain jitnay ki hamay zaroorat hy tu shayad pani kabhi band na ho.or agar aisay hee na agar hum poles par kunday dal kar bijli chori karain or bijli k bills proper jama karatay rahay tu shayad kabhi bijli ka bohraan bhi na ho.
hukumat tu ghalat hay hee.awaam tu itnay pyar say itni chah say hukumat ko laye hy tu ab galiyaan kun day rahi hy awaam?bura bhala kun bol rahi hy awaam?
badqismati say hmaray mulk ki hukumat ghareeb hy phir bhi shukar ada karna chaheay hamay k hum apnay gharoon mai sukoon ki neendh sootay zaroor hain.
poocho un say k jis k jawan(fauji jawan) sarhadoon par jaag jaag kar hiazat kartay hain tu kis k leay?
kia woh aisa apnay leay kartay hain?????
nai woh apnay leay nai kartay.apni pak watan or apni bigri hui awaam k leay kartay hain is mulk ki hifazat.
so my dear commentaters.apni sochoon ko badloo "k anay wala kal hamari nasloon hee ko dekhna hy or jhailna hy"
warna kal ko woh na hamari qabar par fateha parhnay k kabil rahay gaye or na he hamay achay lafzoon mai yaad karnay k kaqil rahay gaye.

apka khair khuwa
dewana-e-hijab

March 6, 2010 at 1:07 PM  

SIr you are right we take them in front.....But we only believe on their speechs and another thing is that this is because of assissnation of our leader banizer butto otherwise zardari cannot come forward......

March 10, 2010 at 11:51 AM  

You are right.It is high time that Pakistan realises that it should act independently to solve its political and economic crisis rather than being exploited by U.S.

March 11, 2010 at 4:57 AM  

Pakistan is paying the cost of shaking hands with US in the form of terrorism in their own country. Now the politicians should stop begging from US government and stop involving US in their political matters..

March 13, 2010 at 8:01 AM  

as salam-o-alikum wa rehmat ullah e wa barakatahu
to all of you.

ab hum is azab say nikalnay walay nai.chahay hum jitna roona peetna macha kar rakhain.jitna kuch bhi kar lain.aisa he nizam rahay ga.
bas sirf us waqt tak jab hamari ghareef government ameer nai ho jati or hamari ameer awam ghareeb nai ho jati.

khush qismati say woh din abhi bohat doure hain.jab tak awam k pas paisa baqi hy.tab tak aisa he chalta rahay ga.
magar jab ghareeb awam ghurbat k saye mai aik raat guzaray ge tab aik MOHAMMAD BIN QASIM wajood mai zaroor ayega.jo in andhairoon say nikalay ga.

tab tak awam ayashi karo.dil khole kar.magar itna dehan rakhna k din k baad raat or raat k baad zaroor ati hy.

sach kehna kaam hy maira.

dewana-e-hijab
ap ka khairkhuwa

March 13, 2010 at 8:12 AM  

i think no politicians is best 4 pakistan

March 14, 2010 at 3:17 AM  

politics is gud but no politician is gd so v shld try 2 bring gud govt

March 18, 2010 at 4:26 AM  

SAB KO SALAM.IS DUA K SAATH K SAB JAHAN RAHAINKHUSH RAHI.AABAD RAHIN.

kia baat kartay ho ap sab loag.aik waqt woh bhi tha hamaray pyaray watan main k 5 rupees say poora khandan pal jata tha.or us 5 rupees say hum nay sabko parhaya bhi,unki shadiyaan bhi ke,apni zameen bhi banai.kia haseen waqt tha woh.magar maafi k saath kehna par raha hy k us waqt mai kisi ko kisi say la-lach nai thi.koi kisi ka gala kaat kar apna daman nai bharta tha khushyoon say.magar aaj k is zalim doure mai har aik samnay walay ka gala kaat kar,uski khushiyaan cheen kar apnay daman mai khushiyaan bharnay mai tula para hy.us waqt kisi ko kisi say koi jalan nai hoti thi.magar aaj ka 5 saal ka bacha bhi apnay parosi say jalta hy.uska dushan bana hua hy.
hamara kia hy.aaj hain tu kal nai.magar hum apni aanay wali nasloon ko kia day kar marnay ki raah par gamzun hain??
nafrat?
hirs?
lalach?
kinaparwari?
weapons?
gharz k hamara aaj ka 5 saal ka bacha aik chalta phirta bomb hy.kun k hum nay us k khoon mai haram dora dia hy.baat tu karwi hy.maafi chahta hoon.magar abhi bhi waqt hy.1 lamhay k leay ruk kar sukoon say socho zara.kay hum karna kia chah rahay hain.ja kis taraf rahay hain.
shayad aisa karnay say bohat kuch sahi ho jaye.
bas sirf 1 minute................socheay
bas sirf 1 minute................socheay
bas sirf 1 minute................socheay
bas sirf 1 minute................socheay
bas sirf 1 minute................socheay

March 19, 2010 at 9:56 PM  

Blogger Template by Blogcrowds